WAFA K QAED KHANO MEN
2 posters
Page 1 of 1
WAFA K QAED KHANO MEN
Wafa k qaid khanoo mai Sazain kab badalti hain
Badalta dil ka mousam hai Hawaiin kab badalti hain
Libada orh kar gham ka nikal jataY hain sehra mein
Jawab aye k na ayee Sadaain kab badalti hain
Saroon par dhoop hai gham ki diloon mein wahshatain kitni
Hamaray dil k sehra ki Fizaain kab badalti hain
Meri saari duain tum se hi mansoob hain sajan
Mohabat ho ager sachi Duaain kab badalti hain
Koi Paa kar nibhata hai koi Khoo kar nibhata hai
Nayee andaz hotay hain Wafaain kab badalti hain
__________________

Gulzar- Super Moderators
- Number of posts : 728
Age : 40
Location : Pakistan
Registration date : 11.09.2008
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|