about "Holy Quran"
2 posters
Page 1 of 1
about "Holy Quran"
Quran Majeed men sub se ziyada tazkira Namaz ka he,
pichle Nabiyoon men sub se ziyada tazkira Hazrat Moosa (A.S) ka he.
sub se pehli nazil honi wali surat "Al-Alaq" he.
Surat Fatiha Quran Majeed k kisi bhi Pare men nahin he.
Surat "Yaseen" ko Quran ki "Dil" kaha jata he.
Surat "Rehman' ko Quran ki "Dulhan" kaha jata he.
Quran majeed ki sub se akhri ayat sun 10 Hijri men nazil hoe.
jis ka mafhoom ye he.
"Aj ke din hum ne ap ka Din mukammil kar diya. or ap ke liye Islam ko batore Din chun liya he."

Last edited by Baloch on Tue Dec 30, 2008 8:46 pm; edited 1 time in total (Reason for editing : for mistake)
Baloch- Super Moderators
- Number of posts : 261
Age : 40
Location : Khairpur
Registration date : 16.11.2008
Re: about "Holy Quran"
Yaar sub say pehli surah jo Hazrat Muhammad (S.A.W.) per nazil hui wo Sural Alaq hai.
Similar topics
» (((((The Holy Quran on fasting )))))
» Holy Quran English Translation by Pikhtal
» 5 Important Qualities of "Aayatul Qursi"
» ALLAH SE DARO"MUST READ IT"
» A boy of 3 years who can recite Quran like an expert

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum